Darbaar Tumhara Shyam Superhit Krishna Bhajan by Deepak Garg

Darbaar-Tumhara-Shyam-Superhit-Krishna-Bhajan-by-Deepak-Garg

Darbaar Tumhara Shyam Superhit Krishna Bhajan by Deepak Garg

Darbaar tumhara shyam dhani
rahmat ka ek khajaana hain

bhar bhar jholi sabko dena iska dastoor purana hain

majboor dukhi deeno ko duniya thukraya karti hain
tere dar gam ke maaro ka 

Darbaar Tumhara Shyam Superhit Krishna Bhajan by Deepak Garg

sabse mahfooj thikana hain

darbaar tumhara shyam dhani
rahmat ka ek khajaana hain

darbaar tumhara …..

ashko ka haar banaakar ke main tumhe chadhane aaya hu
satitaar karo isko dataa ye nirdhan ka najraana hain
darbaar tumhara shyam dhani
rahmat ka ek khajaana hain

darbaar tumhara …..

Darbaar Tumhara Shyam Superhit Krishna Bhajan by Deepak Garg

ye pach tatv ki kaaya hain ek din inme mil jaayegi
jo cheej paraayi ho us par phir kaisa itraana hain
darbaar tumhara shyam dhani
rahmat ka ek khajaana hain

darbaar tumhara …..

matlab me duniya dubi hain
phir kon kisika miit yahaa
ek shyam gaje sing hain apna
ye jag sara begaana hain
darbaar tumhara shyam dhani
rahmat ka ek khajaana hain

darbaar tumhara …..

#TopkhatuShyamBhajan #DevotionalSongs #HindiBhajan #Bhajanindia #india #BhajanDownload #HindiSongslyrics #HindiBhajanMp3 #BhajanKirtansdotcom #BhajanAarti #HindiDevotional #HindiBhajan #HindiBhajan

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *